Friday 26 October 2012

Makkhi (2012) All Songs Lyrics

Movie Name : Makkhi - 2012
Song Name : Thoda Hans Ke
Producer : Sai Korrapati, Suresh Babu
Director : S S Rajamouli
Cast : Sudeep, Samantha, Nani
Music Director : M M Keeravani
Lyrics : Anuj Gurwara
Singer's : Anuj Gurwara
Movie Release Date : 2012


Thoda hans ke tu dikha
Thoda thoda paas toh bula
Thodi baatein mujhse kar
Thoda thoda pyar toh jatta
Thode sapne toh dekha
Mujhe thoda thoda apna toh bana

Ohoo, tu chahe jo kahe mujhe itna hai pata
Teri khamoshi mein hai bas mera naam
Tu chahe jo kahe mujhe itna hai pata
Teri khamoshi mein hai bas mera naam

Thoda dekh toh idar
Is deewane se nazrein toh mila
Man ki baat keh de tu
Dil ke parde khol do zara
Teri ik hasi pe
Main sari duniya par kar gaya

Ohoo, Tu chahe jo kahe
Main ho gaya tera
Tere naam se hi ab
Meri khushiyan

Tu chahe jo kahe
Main ho gaya tera
Tere naam se hi ab
Meri khushiyan

Tururu - what’s up
Tururu - what’s up
Tururu - what’s up
Tururu - what’s up
Tururu - what’s up

Thoda yaad kar ke dekh
Udd ke tere nazdeek aaonga
Mujhse pyar kar ke dekh
Saara jahaan qadmon mein laaunga
Tujhse vaada hai mera
Main saaton janam tujh ko hi chahunga

Ohoo, tu chahe jo kahe yeh baat maan le
Rehta hai dil mera tere dil mein

What did you say?

Tu chahe jo kahe yeh baat maan le
Rehta hai dil mera tere dil mein

Movie Name : Makkhi - 2012
Song Name : Lava Lava
Producer : Sai Korrapati, Suresh Babu
Director : S S Rajamouli
Cast : Sudeep, Samantha, Nani
Music Director : M M Keeravani
Lyrics: Sravana Bhargavi
Singer's : Anuj Gurwara
Movie Release Date : 2012

Lava lava lava seene mein lava
Toofan mein machalta tera yeh jalwaa
Bechaini si yeh dil ki
Dhadkan ko de aazadi tu nasha tu hai mazaa

Lava lava lava seene mein lava
Toofan mein machalta tera yeh jalwaa
Lava lava lava seene mein lava
Toofan mein machalta tera yeh jalwaa

Seene mein ragon se kaatogi
Aandhi ki tezi se maroge
Hus hus ke nus nus mein bijli giraogi

Lava lava lava seene mein lava
Toofan mein machalta tera yeh jalwaa
Lava lava lava seene mein lava
Toofan mein machalta tera yeh jalwaa


Movie Name : Makkhi - 2012
Song Name : Naam Apun Ka Jaani
Producer : Sai Korrapati, Suresh Babu
Director : S S Rajamouli
Cast : Sudeep, Samantha, Nani
Music Director : M M Keeravani
Lyrics : Neelesh Misra
Singer's : Deepu, Rahul Sipligunj
Movie Release Date : 2012


Yeh aag kaisi mere seene mein hai dehakti
Andhron mein na koi umeed hai chamkti
Makkhi makkhi Makkhi makkhi makkhi makkhi
Makkhi makkhi Makkhi makkhi makkhi makkhi

Naam apun ka jaani maangega na tu pani
Aisey cheen lunga main teri zindgani

Naam apun ka jaani maangega na tu pani
Aisey cheen lunga main teri zindgani
Main aaj chal pada hoon oonchi udaan meri
Tere khoon se likhunga ab main kahaani teri
Makkhi hoon main makkhi sair kar na rakhi
Meri ik nazar se tune maut chakhi

Makkhi hoon main makkhi sair kar na rakhi
Meri ik nazar se tune maut chakhi

Makkhi makkhi makkhi makkhi makkhi makkhi
Makkhi makkhi makkhi makkhi makkhi makkhi

Hoon zara sa lekin tu kya mujhko roke
Ik zara sa shola gaon gaon phooke
Boond ik zehar ki kabhi bhi na chuke
Ik zara si boli daagey bandookein

Wasnt it you and me wasnt it natural
Before the big bang]

Nahi doodh ki main makkhi jo mujhko faink dega
Jab teri saans ruki tabhi sakoon lega
Tujhse nazar milake main chutki main maar dunga

Makkhi hoon main makkhi sair kar na rakhi
Meri ik nazar se tune maut chakhi makkhi hoon
Main makkhi sair kar na rakhi meri ik nazar se
Tune maut chakhi

Ik dastak paunga aaj hai zaroori kaam kaaj
Sirf dus sirf dus ek tujhko maarna
Do tujhko maarna teen tujhko maarna
Chaar tujhko maarna paanch tujhko maarna
Cheh tujhko maarna saat tujhko maarna
Aath tujhko maarna nau tujhko maarna
Dus tujhko ratti raati masal masal
Todhke madodke shareer cheer cheer maarna

Fad fad fad fad fadfadaaonga
Tere kaanon mein Mrityu raag main gaaunga
Chaha tere haath pe lakeer choti karunga
Khone ko kuch nahi hai kya hai jo main kho dunga
Ik baar mur chuka hoon iss baar kya darungaa

Nahi doodh ki main makkhi
Jo mujhko faink dega jab teri saans ruki
Tabhi sakoon lega tujhse nazar milake
Main chutki mein maar dunga

Makkhi hoon main makkhi sair kar na rakhi
Meri ik nazar se tune maut chakhi
Makkhi hoon main makkhi sair kar na rakhi
Meri ik nazar se tune maut chakhi


Movie Name : Makkhi - 2012
Song Name : Are Are Are
Producer : Sai Korrapati, Suresh Babu
Director : S S Rajamouli
Cast : Sudeep, Samantha, Nani
Music Director : M M Keeravani
Lyrics  : Neelesh Misra
Singer's : K K
Movie Release Date : 2012


Dil ke is ghar mein aake ek ladki
Chupke chupke thake ek ladki
Are are are are o are are are are o

Jaan ke sab kuch ek ladki
Bol na kyun kuch ek ladki
Phir bhi kabhi tu manegi, Yeh
Are are are are o are are are are o

Wo chup rehti hai par hume kabre milti hai
Tab kya hota hai jab ye nazrein milti hai
Are are are are o are are are are o

Hey, Aaha

Thoda laga ke mann seekhe zara
Itni khatin bhi na dil ki zubaan

Hum ye, Manisha ye

Itni si, baat hai, uske bin, kaali din
Kaali yeh, raat hai, aaj kal

Wo chup rehti hai par hume
Kabre milti hai tab kya hota hai
Jab ye nazrein milti hai
Are are are are o are are are are o

Khwahish ki mitti mein rang khile
Neendon mein aksar hai khwab chalen

Hum manisha ye

Kuch na, socha Kuch na, jaana
Ishq, humko ho gaya

Wo chup rehti hai par hume
Kabre milti hai tab kya hota hai
Jab ye nazrein milti hai
Are are are are o are are are are o

Movie Name : Makkhi - 2012
Song Name : Sapnon Ki Ek
Producer : Sai Korrapati, Suresh Babu
Director : S S Rajamouli
Cast : Sudeep, Samantha, Nani
Music Director : M M Keeravani
Lyrics : Anuj Gurwara
Singer's : Kaala Bahirava
Movie Release Date : 2012


Sapnon ki ek duniya hai har din nayi kahaani
Haathi ghoda raja rani kehti meri naani

Sapnon ki ek duniya hai kar din nayi kahaani
Haathi ghoda raja rani kehti meri naani
Pariyon se hasna gaana seekha
Shaitanon ko door bhagaya
Achaai sachaai seekhi jaadugar humse haara

Lekar aankhon mein dhoondli neend
Hum jaagtey baadalon mein
Wahi haathi wahi ghoda wahi raja raani
Har din nayi kahaani wahi haathi wahi ghoda
Wahi raja raani har din nayi kahaani

No comments:

Post a Comment